Kya Kahoon Mein Tumhe Song Lyrics from the movie/album Nasheela released in the year 2016 starring Kumar Sanu. The song Kya Kahoon Mein Tumhe was sung by Kumar Sanu. The music was given by Jeetu, Tapan. The lyrics were Penned by Pandit K.Razdan. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Kya Kahoon Mein Tumhe Lyrics

Kya Kahoon Main Tumhe Aur Kya Na Kahoon
Kya Kahoon Main Tumhe Aur Kya Na Kahoon
Bhool Kar Bhi Magar Bewafa Na Kahoon
Bhool Kar Bhi Magar Bewafa Na Kahoon
Kya Kahoon Main Tumhe Aur Kya Na Kahoon

Umra Bhar Main Wafao Ka Kaidi Raha
Umra Bhar Main Wafao Ka Kaidi Raha
Umra Bhar Main Wafao Ka Kaidi Raha
Kyaa Ise Sadagi Ki Saza Na Kahoon
Kyaa Ise Sadagi Ki Saza Na Kahoon
Kya Kahoon Main Tumhe Aur Kya Na Kahoon

Rang Kaala Mahek Pehali Barsaar Ki
Rang Kaala Mahek Pehali Barsaar Ki
Rang Kaala Mahek Pehali Barsaar Ki
Main Teri Zulf Ko Kyun Ghata Na Kahoon
Main Teri Zulf Ko Kyun Ghata Na Kahoon
Kya Kahoon Main Tumhe Aur Kya Na Kahoon

Mushkile Aur Badh Jaayegi Aaj Ki
Mushkile Aur Badh Jaayegi Aaj Ki
Mushkile Aur Badh Jaayegi Aaj Ki
Aadami Ko Agar Khuda Na Kahoon
Aadami Ko Agar Khuda Na Kahoon
Kya Kahoon Main Tumhe Aur Kya Na Kahoon

Zindagi Ek Achhai De De Mujhe
Zindagi Ek Achhai De De Mujhe
Zindagi Ek Achhai De De Mujhe
Main Kisi Bhi Boore Ko Boora Na Kahoon
Main Kisi Bhi Boore Ko Boora Na Kahoon
Kya Kahoon Main Tumhe Aur Kya Na Kahoon
Bhool Kar Bhi Magar Bewafa Na Kahoon
Bhool Kar Bhi Magar Bewafa Na Kahoon
Kya Kahoon Main Tumhe Aur Kya Na Kahoon
Kya Kahoon Main Tumhe Aur Kya Na Kahoon.

Share your thoughts

Kumar sanu, Kumar vishwas, Alka yagnik and kumar sanu romantic songs, Kumar sanu romantic song, Kumar sanu bangla gaan, Alka yagnik and kumar sanu song, Kumar, Alka yagnik and kumar sanu hit songs, Latest dushyant kumar, Kumar vishwas sahitya aaj tak, Dushyant kumar, Kumar vishwas song, Kumar sanu hit song, Kumar vishwas latest, Latest kumar vishwas, Kumar sanu bengali song, Kumar vishwas latest video, Kishore kumar, Kumar vishvas, Best of kumar sanu, Kumar vishwas poem