Kya Huwa Kaho Naa Kaho Song Lyrics from the movie/album Bas Itna Sa Khwaab Hai released in the year 2018 starring Abhishek Bachchan, Jackie Shroff. The song Kya Huwa Kaho Naa Kaho was sung by Alka Yagnik, Shaan. This movie/album was directed by Goldie Behl. The music was given by Aadesh Shrivastava. The lyrics were Penned by Goldie Behl

Kya Huwa Kaho Naa Kaho Lyrics

Ye Kya Ho Gaya Hai Yeh Kyun Ho Gaya
Ab Tak Yeh Mera Tha
Abb Dil Kho Gaya
Kise Kahu Na Kahu Kisko Pata
Kaise Kahu Na Kahu Yeh Tu Hi Bata
Kya Huwa Kaho Na Kaho Tujhe Kya Huwa Mere Yaar
Hame Bata Kuchh Naa Chhupa
Abb Hame Bata Mere Yaar

Ye Kya Ho Gaya Hai Yeh Kyon Ho Gaya
Ab Tak Yeh Mera Tha
Abb Dil Kho Gaya
Kise Kahu Na Kahu Kisko Pata
Kaise Kahu Na Kahu Yeh Tu Hi Bata
Kya Huwa Kaho Na Kaho Tujhe Kya Huwa Mere Yaar
Hame Bata Kuchh Naa Chhupa
Abb Hame Bata Mere Yaar

Usne Pas Aake Kuch Bhi Na Kaha
Phir Bhi Sun Saka Mai Har Woh Dasta
Kya Usne Bhi Woh Sun Liya
Jo Maine Bhi Toh Na Kaha
Uske Pas Jake Mujhko Yu Laga
Jaise Woh Mera Hai Kab Se Janu Na
Kya Usne Bhi Kuchh Aisa Kaha
Ke Tu Meri Hai Oh Jane Jaa
Kya Huwa Kaho Na Kaho Tujhe Kya Huwa Mere Yaar
Hame Bata Kuchh Naa Chhupa
Abb Hame Bata Mere Yaar

Ya Wo Ek Pari Hai
Ya Hai Mera Khwab
Palke Band Karke Dekhu Bar Bar
Pehli Bar Muhjko Yeh Kya Ho Gaya
Har Pal Ab Mera Yeh Uska Ho Gaya
Kya Mai Karu Na Karu Mai Bekarar
Raate Jagu Na Sou Na Aaye Karar
Pyar Huwa Tujhe Toh Pyar Huwa
Pyar Huwa Mere Yaar
Pyar Huwa Tujhe Toh Pyar Huwa
Pyar Huwa Mere Yaar
Yeh Kya Ho Gaya Hai Yeh Kyun Ho Gaya
Abb Tak Yeh Mera Tha
Ab Dil Kho Gaya

Share your thoughts

Aadesh shrivastava songs, Aadesh shrivastava, Aadesh shrivastav, Alka yagnik, Bas itna sa khwaab hai, Alka yagnik songs, Audio jukebox bas itna sa khwaab hai, Audio jukebox : bas itna sa khwaab hai, Audio jukebox : bas itna sa khwaab hai 2001, Shaan, Alka yagnik and kumar sanu romantic songs, Din mahine saal karaoke with lyrics, Rukna na rahon mein, Paresh rawal songs, Main toh raste se ja raha tha mp3 download, Kash aap hamare hote(sad), Jab se tumhein maine dekha sanam