Kya Hua Phoolo Ko Kyu Song Lyrics from the movie/album Woh Ladki Yaad Aati Hai (Album) released in the year 2018. The song Kya Hua Phoolo Ko Kyu was sung by Chhote Majid Shola. The music was given by Rajendra Prasanna. The lyrics were Penned by Hamid Ansari

Kya Hua Phoolo Ko Kyu Lyrics

Kya Hua Kya Hua
Phulo Ko Kyu
Itne Rasile Ho Gaye
Kya Hua
Phulo Ko Kyu
Itne Rasile Ho Gaye
Baag Ki Sab Titliyo Ke
Rang Peele Ho Gaye
Kya Hua
Phulo Ko Kyu
Itne Rasile Ho Gaye
Kya Hua
Phulo Ko Kyu
Itne Rasile Ho Gaye

Aaj Hum Bichhde Hai To
Itne Rangile Ho Gaye
Aaj Hum Bichhde Hai To
Itne Rangile Ho Gaye
Aaj Hum Bichhde Hai To
Itne Rangile Ho Gaye
Meri Aaankhe
Surkh Tere
Meri Aaankhe
Surkh Tere
Honth Neele Ho Gaye
Meri Aaankhe
Surkh Tere
Honth Neele Ho Gaye

Panghato Ke Sare Manjar
Ab Rasile Ho Gaye
Panghato Ke Sare Manjar
Ab Rasile Ho Gaye
Panghato Ke Sare Manjar
Ab Rasile Ho Gaye
Gaanv Ki Kuch
Gaanv Ki Kuch
Ladkiyo Ke Hath Peele Ho Gaye
Gaanv Ki Kuch
Ladkiyo Ke Hath Peele Ho Gaye

Uthte Hi Saaqi Ki Najre
Chhut Gaya Hatho Se Jaam
Uthte Hi Saaqi Ki Najre
Chhut Gaya Hatho Se Jaam
Uthte Hi Saaqi Ki Najre
Chhut Gaya Hatho Se Jaam
Aaj Hum
Aaj Hum
Peene Se Pahle Hi Nashile Ho Gaye
Aaj Hum
Peene Se Pahle Hi Nashile Ho Gaye

Tumse Milte Hi Bichhadne Ke
Vasile Ho Gaye
Tumse Milte Hi Bichhadne Ke
Vasile Ho Gaye
Tumse Milte Hi Bichhadne Ke
Vasile Ho Gaye
Dil Mile To
Dil Mile To
Jaan Ke Dushman Kabile Ho Gaye
Dil Mile To
Jaan Ke Dushman Kabile Ho Gaye
Kya Hua
Phulo Ko Kyu
Itne Rasile Ho Gaye
Kya Hua
Phulo Ko Kyu
Itne Rasile Ho Gaye
Kya Hua
Phulo Ko Kyu
Itne Rasile Ho Gaye

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Chhote majid shola qawwali, Chhote majid shola, Rajendra prasanna, Chhote majid shola songs, Wo ladki yaaad aati hai, Ladki, Chhote, Majid, Shola, Lyrics, Rajendra, Prasanna, Chote, Wo ladki yaad aati hai, Hamid ansari, Yaaad, Wo ladki yaaad song, Chhote majid qawali, Wo ladki yaad aati hai by ashwani kumar, Woh ladki bahut yaad aati hai, Shole, Wo ladki yaad song, Phoolo, Phoolon, Kya hua phoolo ko kyun, Hamid, Hamid ansari songs, Mazid vadvasi