Kya Ho Gaya Mujhe Pucho Na Jane Ja
Tum Mil Gaye To Fir Mujhe Apni Khabar Kaha
Fir Bhi Sambhal Ke Abhi Rashta Hai Anjana
Kya Ho Gaya Mujhe Pucho Na Jane Ja
Tum Mil Gaye To Fir Mujhe Apni Khabar Kaha
Fir Bhi Sambhal Ke Abhi Rashta Hai Anjana
Kya Ho Gaya Mujhe
Hai Bekhudi To Kya Karu Bas Me Nahi Mera Dil
Wo Kyu Chale Sambhal Ke Jisko Mili Hai Manjil
Manjil Abhi Kaha Abhi Manjil Ko Hai Pana
Kya Ho Gaya Mujhe Pucho Na Jane Ja
Tum Mil Gaye To Fir Mujhe Apni Khabar Kaha
Milna To Hoga Us Din Jis Din Sajegi Doli
Par Mai To Aaj Hi Se Apne Piya Ki Holi
Pakar Bhi Jane Man Abhi Mujhko Hai Tujhe Pana
Kya Ho Gaya Mujhe Pucho Na Jane Ja
Tum Mil Gaye To Fir Mujhe Apni Khabar Kaha
Dekhi Nahi Hai Aapne Jalim Jaha Ki Rashme
Duniya Ki Bat Chodiye Duniya Hai Apne Bas Me
Bholi Ho Tum Abhi Nahi Duniya Ko Pahchana
Kya Ho Gaya Mujhe Pucho Na Jane Ja
Tum Mil Gaye To Fir Mujhe Apni Khabar Kaha
Fir Bhi Samhal Ke Abhi Rashta Hai Anjana
Kya Ho Gaya Mujhe, Puchho Na Jaane Jaa Song Lyrics from the movie/album Rishta Kagaz Ka released in the year 2018 starring Nutan, Raj Babbar. The song Kya Ho Gaya Mujhe, Puchho Na Jaane Jaa was sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. This movie/album was directed by Ajay Goel. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri
Share your thoughts