Kya Ho Gaya Hai Kyun Ho Gaya Hai
Dil Dhadke Hai Kyun Bhadke Hai
Kaisi Ye Bechaini Hai Ho Ho Ho
Aaj Naa Jaane Kaisi Agan Lagi Hai
Bin Tere Ab Kahi Chain Nahi Hai
Aaj Naa Jaane Kaisi Agan Lagi Hai
Bin Tere Ab Kahi Chain Nahi Hai
Ghabara Gaya Main
Ghabara Gaya Main
Kya Ho Gaya Hai Kyun Ho Gaya Hai
Dil Dhadke Hai Kyun Bhadke Hai
Kaisi Ye Bechaini Hai Ho Ho Ho
Sapno Mein Tu Hai Bas Tu Hai Mere Jaanu
Maano Ya Naa Maano Tujhe Apna Main Maanu
Sapno Mein Tu Hai Bas Tu Hai Mere Jaanu
Maano Ya Naa Maano Tujhe Apna Main Maanu
Dil Nahi Todna Mujhe Nahi Chhod Na
Kya Ho Gaya Hai Kyun Ho Gaya Hai
Dil Dhadke Hai Kyun Bhadke Hai
Kaisi Ye Bechaini Hai Ho Ho Ho
Majnu Ne Laila Se Jo Kiya Tha Waada
Yaar Mere Sunle Mera Bhi Ye Irada
Saanso Mein Tu Hai Mere Dhadkan Mein Tu Hai
Jaha Jaha Jaau Teri Surat Wahi Hai
Baaho Mein Tu Aaja Dil Mein Sama Ja
Kya Ho Gaya Hai Kyun Ho Gaya Hai
Dil Dhadke Hai Kyun Bhadke Hai
Kaisi Ye Bechaini Hai Ho Ho Ho
Kya Ho Gaya Hai Kyun Ho Gaya Hai
Dil Dhadke Hai Kyun Bhadke Hai
Kaisi Ye Bechaini Hai Ho Ho Ho
Kya Ho Gaya Hai Song Lyrics from the movie/album Dance Party released in the year 2018 starring Maya Alagh, Reeta Bhaduri. The song Kya Ho Gaya Hai was sung by Baba Sehgal, Hema Sardesai. This movie/album was directed by Deepak Balraj Vij. The music was given by Baba Sehgal. The lyrics were Penned by Saeed Rahi
Share your thoughts