Mohabbat Mein Kitne Hai Betaab Hum
Tumhe Kya Bataye Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Tumhe Kya Bataye Kya Bataye O Sanam Kya Bataye Sanam
Aapse Hi Sajna Chudi Payal Kangana
Aapse Hi Sajna Chudi Payal Kangana
Aapse Hi Mere Pyar Ka Ye Gehna
Kya Haal Hai Is Mere Dil Ka
Kya Dard Hai Meri Mushkil Ka
Kya Haal Hai Is Mere Dil Ka
Kya Dard Hai Meri Mushkil Ka
Mohabbat Mein Kitne Hai Betaab Hum
Tumhe Kya Bataye Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Tumhe Kya Bataye Kya Bataye O Sanam Kya Bataye Sanam
Kya Haal Hai Is Mere Dil Ka
Kya Dard Hai Meri Mushkil Ka
Mohabbat Mein Kitne Hai Betaab Hum
Tumhe Kya Bataye Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Tumhe Kya Bataye Kya Bataye O Sanam Kya Bataye Sanam
Hum Kitne Tanha The
Ek Suna Lamha The
Hum Kitne Tanha The
Ek Suna Lamha The
Tum Jo Mile To Har Dhadkan Mein Aawaz Aayi
Jannat Payi O Saajna O Saajna
Aapse Hi Saanse
Aapse Hi Dhadkan
Aapse Hi Chaahat
Aapse Hi Bandhan
Tu Hi Nisha Meri Manjil Ka
Kya Dard Hai Meri Mushkil Ka
Mohabbat Mein Kitne Hai Betaab Hum
Tumhe Kya Bataye Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Tumhe Kya Bataye Kya Bataye O Sanam Kya Bataye Sanam
Hum Tumpe Marte Hai
Ishk Tumhe Karte Hai
Hum Tumpe Marte Hai
Ishk Tumhe Karte Hai
Tum Ne Dikhaye Kitne Hi Sapne
Kitne Hi Arma Bhul Naa Jaana O Saajna O Saajna
Keh Rahi Hai Aankhe Naa Kate Ab Raate
Keh Rahi Hai Bindiya O Re Chhupi Hai Nindiya
Aashik Hu Tere Main Is Dil Ka
Kya Dard Hai Meri Mushkil Ka
Mohabbat Mein Kitne Hai Betaab Hum
Tumhe Kya Bataye Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Tumhe Kya Bataye Kya Bataye O Sanam Kya Bataye Sanam
Tumhe Kya Bataye Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Tumhe Kya Bataye Kya Bataye O Sanam Kya Bataye Sanam
Tumhe Kya Bataye Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Kya Haal Hai Song Lyrics from the movie/album Shukriya released in the year 2018 starring Aftab Shivdasani, Shriya Saran. The song Kya Haal Hai was sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. This movie/album was directed by Anupam Sinha. The music was given by Himesh Reshammiya. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts