Kya Bataayen Hame Kya Yaad Hain
Kya Bhul Gaye
Kya Bataayen Hame Kya Yaad Hain
Kya Bhul Gaye
Baaki Jo Kuchh Tha Muhabbat-e-siva Bhul Gaye
Kya Bataye Kya Bataye
Ek Hi Shahar Me Rahte Hain
Magar Milte Nahi
Ek Hi Shahar Me Rahte Hain
Magar Milte Nahi
Khub Ye Rashm-e-vafa Hain Ki Vafa Bhul Gaye
Khub Ye Rashm-e-vafa Hain Ki Vafa Bhul Gaye
Kya Bataye Kya Bataye
Kya Tabibo Se Bhala Hota
Gam-e-dil Ka Ilaaz
Kya Tabibo Se Bhala Hota
Gam-e-dil Ka Ilaaz
Kya Tabibo Se Bhala Hota
Gam-e-dil Ka Ilaaz
Dekhkar Haalat-e-bimaar Dava Bhul Gaye
Dekhkar Haalat-e-bimaar Dava Bhul Gaye
Kya Bataye Kya Bataye
Ashq Aisa Bhi Hua Raah-e-vafa Me Aksar
Ashq Aisa Bhi Hua Raah-e-vafa Me Aksar
Dhundane Nikle Unhe Apna Pata Bhul Gaye
Dhundane Nikle Unhe Apna Pata Bhul Gaye
Baaki Jo Kuchh Tha Muhabbat-e-siva Bhul Gaye
Kya Bataayen Hame Kya Yaad Hain
Kya Bhul Gaye
Kya Bataye Kya Bataye
Kya Batayen Hame Kya Yaad Hai Kya Bhool Gaye Song Lyrics from the movie/album Sharmaate Sharmaate released in the year 2018. The song Kya Batayen Hame Kya Yaad Hai Kya Bhool Gaye was sung by Bhupinder Singh. The music was given by Bhupinder Singh. The lyrics were Penned by Ashk Ambalvi
Share your thoughts