Kushi Toh Kaid Me Hai Song Lyrics from the movie/album Badal -1951 released in the year 2016 starring Madhu Bala, Prem Nath. The song Kushi Toh Kaid Me Hai was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by Shankar-Jaikishan. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri

Kushi Toh Kaid Me Hai Lyrics

Kushi Toh Kaid Me Hai, Yeh Koyi Jina Bhi Jina Hai
Are Jalim Jamane Tune Dil Kaa Chain Chhina Hai

Rota Hai Meraa Dil, Kisko Pukaru Kya Karu
Jina Bhi Hai Mushkil, (kisko Pukaru Kya Karu – 2)
Kya Karu Kya Karu, Rota Hai Meraa Dil
Kisko Pukaru Kya Karu……….

(Takdir Ne Mujhko Lut Liya, (har Aas Kaa Suraj Dub Gaya -2)) – (2)
Yeh Gam Ki Ghataye Aisi Uthin, (ummid Pe Pani Pher Diya -2)
Abb Dur Huyi Manjil, Kisko Pukaru Kya Karu……….

Yeh Phul Kushi Ke Kante Hain, Ham (chupake Chupake Rote Hain – 2)
Ai Maut Gavahi Dena Too, (ham Pyar Pe Kurban Hote Hain -2)
Duniya Hai Badi Katil, (kisko Pukaru Kya Karu – 2)
Kya Karu Kya Karu, Rota Hai Meraa Dil
Kisko Pukaru Kya Karu……….

Mar Jaye Toh Itana Kar Dena, (do Aansu Aake Chadha Dena -2)
Iss Pyar Ki Ujadi Basti Me, (ik Yad Kaa Dip Jala Dena -2)
Tum Ho Naa Sake Hasil, (kisko Pukaru Kya Karu – 2)
Kya Karu Kya Karu, Rota Hai Meraa Dil
Kisko Pukaru Kya Karu, Rota Hai Meraa Dil

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Lata mangeshkar death, Lata mangeshkar songs, Thandi hawa kali ghata with lyrics, Katha himmat das, Lata mangeshkar dielata mangeshkar passes away, Lata mangeshkar pics, Tere ghar ke samne lata mangeshkar & mohammed rafi, Lata mangeshkar & mohammed rafi tere ghar ke samne, Singer lata mangeshkar no more, Lata mangeshkar dead, Lata mangeshkar ke gane, Lata mangeshkar hit songs, Lata mangeshkar die, Lata mangeshkar song, Lata mangeshkar dies