Kunjan Ban Chandi He Madh Lyrics | Meera | M S Subbulakshmi | S V Venkatraman, Naresh Bhattacharya

Kunjan Ban Chandi He Madh Lyrics | Meera | M S Subbulakshmi | S V Venkatraman, Naresh Bhattacharya

Kunjan ban chadhi he madho kaha jau gun gaav
Kunjan ban chadhi he madho kaha jau gun gaav

Jo mai hoti jal ki machaliya
Jo mai hoti jal ki machaliya prabhu karte ho snan
Charan chu leti re madho kaha jau gun gaav
Madho kaha jau gun gaav

Jo mai hoti sip ki moti gale vich hoti haar
Jo mai hoti sip ki moti gale vich hoti haar
Thiya par chadhr rahti madho kaha jau gun gaav
Madho kaha jau gun gaav

Jo tum chaho milan hamaro meera ke ghanshyam
Jo tum chaho milan hamaro meera ke ghanshyam
Dars bina vyakul he madho
Dars bina vyakul he madho kaha jau gun gaav
Madho kaha jau gun gaav

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *