Kun Faaya Kun Kun Faaya Kun Faaya Lyrics | Rockstar | Mohit Chauhan, Javed Ali, A R Rahman | A R Rahman

Kun Faaya Kun Kun Faaya Kun Faaya Lyrics | Rockstar | Mohit Chauhan, Javed Ali, A R Rahman | A R Rahman

Ya nizamuddin auliya
Ya nizamuddin salka
Kadam badha le
Hado ko mita le
Aaja khaalipan me pee ka ghar tera
Tere bin khaali aaja khaalipan me
Tere bin khaali aaja khaalipan me

Rangreza rangreza rangreza ho rangreza
Kunfaya kun kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kun
Kunfaya kun kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kun
Jab kahi pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Jab kahi pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Wo jo mujhme samaya
Wo jo tujhme samaya maula wahi wahi maya
Wo jo mujhme samaya
Wo jo tujhme samaya maula wahi wahi maya
Kunfaya kun kunfaya kun
Sadaqa allah ul ali azim

Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann
Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann
Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jaan deewa
Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jaan deewa
Katra mila jo tere dar barse o maula
Maula
Kunfaya kun kunfaya kunfaya kunfaya kun
Kunfaya kun kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kun
Kunfaya kun kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kun
Jab kahi pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Jab kahi pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Kun fayakun kun fayakun
Sadaqa allah ul ali azim
Sadaq rasud mohammed ul karim
Salallah ilayhi wasallam
Salallah ilayhi wasallam

Ho mujhpe karam sarkar tera
Araj tujhe kar de mujhe mujhse hi riha
Ab mujhko bhi ho deedar mera
Kar de mujhe mujhse hi riha
Mujhse hi riha
Mann ke mere ye bharam
Kachche mere ye karam
Leke chale hai kaha
Mai to jaanu hi na
Tu hai mujh me samaaya kaha leke mujhe aaya
Mai hu tujh me samaaya tere peeche chala aaya
Tera hi mai ik saya tune mujhko banaya
Mai toh jag ko naa bhaaya
Tune gale se lagaya haq tu hi hai khudaya
Sachch tu hi hai khudaya aa
Kunfaya kun kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kun
Kunfaya kun kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kun
Jab kahi pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Jab kahi pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Kunfaya kun kunfaya kun
Sadaqa allah ul ali azim
Sadaq rasud mohammed ul karim

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *