Mere bap ke hatyare mujhe mere ma ki dudh ki kasam
Apni shahid bap ke khun ki kasam
Tum charo papi duniya ke kisi bhi
Kone mai kyu na chhupi ho mai jinda nahi chhoruga
Kudrat ke insaf ko tum hath mai na lo
Ban jayegi baat waqt ki sath hi chlo
Kudrat ke insaf ko tum hath mai na lo
Ban jayegi baat waqt ki sath hi chlo
Mana ki tum ghir gaye yado ki janjir se
Uljhan hai wo koun si suljhe na tadwir se
Sath tumhare mai hu mujhko sathi maan lo
Ban jayegi baat waqt ki sath hi chlo
Kudrat ke insaf ko tum hath mai na lo
Ban jayegi baat waqt ki sath hi chlo
Har gam bhula dugi mai aa jao julfo tale
Mera ye husan jwa hai bas tumhare liye
Aa jayega chen mujhe baho mai tham lo
Ban jayegi baat waqt ki sath hi chlo
Kudrat ke insaf ko tum hath mai na lo
Ban jayegi baat waqt ki sath hi chlo
Tum bhi to tanha nahi ham bhi akele hai yaar
Ye waqt ki baat hai shikari to dhudhe shikar
Paas khdi hai kismat itna jaan lo
Ban jayegi baat waqt ki sath hi chlo
Kudrat ke insaf ko tum hath mai na lo
Ban jayegi baat waqt ki sath hi chlo
L la la la l l la la la l l la la

