Kuchh Toh Log Kahenge Song Lyrics from the movie/album Amar Prem released in the year 2016 starring Sharmila Tagore, Rajesh Khanna. The song Kuchh Toh Log Kahenge was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by Shakti Samanta. The music was given by Rahul Dev Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Kuchh Toh Log Kahenge Lyrics

Kuchh To Log Kahenge
Logaane Kaa Kaam Hain Kehna
Chhodo Bekaar Ki Baato Mein
Kahi Bit Naa Jaaye Rainaa
Kuchh To Log Kahenge Logaane
Kaa Kaam Hain Kehna
Chhodo Bekaar Ki Baato
Mein Kahi Bit Naa Jaaye Rainaa
Kuchh To Log Kahenge

Kuchh Rit Jagat Ki Ayesi Hai
Har Yek Subah Ki Shaam Huyi
Kuchh Rit Jagat Ki Ayesi Hai
Har Yek Subah Ki Shaam Huyi
Too Kaun Hai Tera Naam Hain Kya
Sitaa Bhi Yaha Badanaam Huyi
Fir Kyo Sansaar Ki Baaton Se
Bhig Gaye Tere Nainaa
Kuchh To Log Kahenge
Logaane Kaa Kaam Hain Kehna
Chhodo Bekaar Ki Baato Mein
Kahi Bit Naa Jaaye Rainaa
Kuchh To Log Kahenge

Hum Ko Jo Taane Dete Hai
Hum Khoye Hain
In Rang Raliyon Me
Hum Ko Jo Taane Dete Hai
Hum Khoye Hain
In Rang Raliyon Me
Hum Ne Un Ko Bhi
Chhup Chhup Ke
Aate Dekhaa In Galiyon Me
Ye Sach Hain Joothi Baat Nahi
Tum Bolo Ye Sach Hain Naa
Kuchh To Log Kahenge
Logaane Kaa Kaam Hain Kehna
Chhodo Bekaar Ki Baato
Mein Kahi Bit Naa Jaaye Rainaa
Kuchh To Log Kahenge Logaane
Kaa Kaam Hain Kehna.

Share your thoughts

Kishore kumar, Rajesh khanna, Sharmila tagore, Kishore kumar hit songs, Kishore kumar song kuch toh log kahenge, Kuch to log kahenge song by kishore kumar, Kuch toh log kahenge song reaction!! | amar prem | rajesh, Kishore kumar songs, Kuch to log kahenge song rajesh khanna, Kishore kumar sad songs, Rajesh khanna kishore kumar amar prem, Kuch toh log kahenge logon ka kaam hai kahana | amar prem | rajesh khanna, Sharmila tagore songs, Kishore kumar romantic songs