Kuchh Bhi Nahi Ye Jeevan
Tujhse Dur Reh Kar
Kuchh Bhi Nahi Ye Jeevan
Tujhse Dur Reh Kar
Oh Mere Humsafar
Oh Mere Humsafar
Dekh Le Tu Bhi Zara Sa
Dekh Le Tu Bhi Zara Sa
Dil Ka Dard Seh Kar
Oh Mere Humsafar
Oh Mere Humsafar
Kuchh Bhi Nahi Ye Jeevan
Tujhse Dur Reh Kar
Kuchh Bhi Nahi Ye Jeevan
Tujhse Dur Reh Kar
Saamne Jab Tu Mere Aaye
Kyo Churaaye Aankh Mujhse
La La La La La La La La La
Saamne Jab Tu Mere Aaye
Kyo Churaaye Aankh Mujhse
Jabki Malum Hain Ye Tujhko
Pyaar Karta Hu Main Tujhse
Meri Kya Halat Hain Janam
Tujhe Rehti Hain Sab Khabar
Kuchh Bhi Nahi Ye Jeevan
Tujhse Dur Reh Kar
Kuchh Bhi Nahi Ye Jeevan
Tujhse Dur Reh Kar
Oh Mere Humsafar
Oh Mere Humsafar
Kuchh Bhi Nahi Ye Jeevan
Tujhse Dur Reh Kar
Meri Dulhan Tu Ban Gayi Hain
Roj Dekhu Ab Ye Sapna
Meri Dulhan Tu Ban Gayi Hain
Roj Dekhu Ab Ye Sapna
Maine Apna Banaya Tujhko
Tu Bana Le Mujhko Apna
Ki Mil Jaaye Jindgaani
Mile Teri Jo Ek Nazar
Kuchh Bhi Nahi Ye Jeevan
Tujhse Dur Reh Kar
Kuchh Bhi Nahi Ye Jeevan
Tujhse Dur Reh Kar
Oh Mere Humsafar
Oh Mere Humsafar
Dekh Le Tu Bhi Zara Sa
Dekh Le Tu Bhi Zara Sa
Dil Ka Dard Seh Kar
Oh Mere Humsafar
Oh Mere Humsafar
Kuchh Bhi Nahi Ye Jeevan
Tujhse Dur Reh Kar
Kuchh Bhi Nahi Ye Jeevan
Tujhse Dur Reh Kar
Kuchh Bhi Nahi Ye Jeevan Song Lyrics from the movie/album I Love You (Udit Narayan) released in the year 2018. The song Kuchh Bhi Nahi Ye Jeevan was sung by Udit Narayan. The music was given by Sandesh Shandilya. The lyrics were Penned by Faaiz Anwar
Share your thoughts