Kuch Paas Mere Mera Tha Hi Nahi
Jo Kuch Hai Sab Tere Hone Se
Koyi Aur Mera Ab Ho Na Ho
Mujhe Hai Matlab Tere Hone Se
Tune Hath Diye Inn Hathon Mein
Toh Lakerein Meri Tehreer Hui
Roke Na Ruka Dil Ranjha Hua
Aankhein Yeh Teri Jab Heer Hui
Tune Aake Badal Di Zind Meri
Darta Hoon Tujhe Khone Se
Kuch Paas Mere Mera Tha Hi Nahi
Jo Kuch Hai Sab Tere Hone Se
Jo Bhi Tu Chaahe Sar Aankhon Pe
Teri Raza Mein Meri Raza
Hmm Jo Bhi Kahe Tu Manzoor Hai Bas
Kehna Kabhi Na Tu Alvida
Kya Hai Jaadu
Har Saans Mein Shamil Tu
Aati Hai Humesha Teri Sada
Hasne Se Mere Rone Se
Kuch Paas Mere Mera Tha Hi Nahi
Jo Kuch Hai Sab Tere Hone Se
Koyi Aur Mera Ab Ho Na Ho
Mujhe Hai Matlab Tere Hone Se.
Kuch Paas Mere Song Lyrics from the movie/album Kya Meri Sonam Gupta Bewafa Hai released in the year 2021 starring Jassie Gill, Surbhi Jyoti. The song Kuch Paas Mere was sung by Jubin Nautiyal. This movie/album was directed by Ssaurabh Tyagi. The music was given by Rahul Mishra. The lyrics were Penned by Manoj Muntashir. The music rights for song purely belongs to Saregama Music
Share your thoughts