Kuch Na Kuch To Zuroor Hona Hai Lyrics | Visions (Jagjit Singh) | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Kuch Na Kuch To Zuroor Hona Hai Lyrics | Visions (Jagjit Singh) | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Kuch na kuch to zarur hona hai
Kuch na kuch to zarur hona hai
Saamna aaj unse hona hai
Kuch na kuch to zarur hona hai
Kuch na kuch to zarur hona hai
Samna aaj unse hona hai

Todo
Fainko
Rakho
Karo kuch bhi
Todo
Fainko
Rakho
Karo kuch bhi
Todo
Fainko
Rakho
Karo kuch bhi
Dil hamara hai
Kya khilona hai
Dil hamara hai
Kya khilona hai
Dil hamara hai
Kya khilona hai

Zindagi aur maut ka matlab
Zindagi aur maut ka matlab
Zindagi aur maut ka matlab
Tumko paana
Tumko khona hai
Tumko paana hai
Tumko khona hai
Tumko paana hai
Tumko khona hai

Itna darna bhi kya hai
Duniya se
Itna darna bhi kya hai
Duniya se
Itna darna bhi kya hai
Duniya se
Jo bhi hona hai
Wo to hona hai
Jo bhi hona hai
Wo to hona hai
Jo bhi hona hai
Wo to hona hai

Uth keay mehfil se
Mat chale jana
Uth keay mehfil se
Mat chale jana
Uth keay mehfil se
Mat chale jana
Tumse roshan
Ye kona kona hai
Tumse roshan
Ye kona kona hai
Tumse roshan
Ye kona kona hai
Kuch na kuch to zarur hona hai
Kuch na kuch to zarur hona hai
Samna aaj unse hona hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *