Kuchh naa kaho maine sun liya
kuchh naa kaho maine sun liya
dur reh kar bhi tumko chhu liya
hontho ko pyasa rakha hai par
aankho se tumhe chum liya
kuchh naa kaho maine sun liya
dur reh kar bhi tumko chhu liya
hontho ko pyasa rakha hai par
aankho se tumhe chum liya
baaho mein aao na, khwabo mein main kehta hoon
baaho mein aao na, khwabo mein main kehta hoon
nind mein sab jaayiz hain
yeh soch ke khush rehta hoon
kaagaz pe mat waste karo
aankho ne sab padh liya
kuchh naa kaho maine suna liya
haatho pe toh kabu hai, khayalo ko kaise samjhaau
haatho pe toh kabu hai, khayalo ko kaise samjhaau
muskura ke paas aati ho
chahti ho tum ki main mar jaau
mera dil kya koi cheque hai
jo apna naam sign kar liya
kuchh naa kaho maine sun liya
dur reh kar bhi tumko chhu liya
hontho ko pyasa rakha hai par
aankho se tumhe chum liya
tumhe chum liya, tumhe chum liya

