Kshama Karo Meri Bhul
Nath Main Hu Charno Ki Dhul
Kshama Karo Meri Bhul
Nath Main Hu Charno Ki Dhul
Nath Main Hu Charno Ki Dhul
Hans Ke Ab Swikar Karo
Mere Ansuo Ke Phul
Main Hu Charno Ki Dhul
Main Hu Charno Ki Dhul
Tumne Pher Li Ankhiya To
Sab Jag Andhiyara Lage
Tumne Pher Li Ankhiya To
Sab Jag Andhiyara Lage
Rain To Pahle Hi Kaari Thi
Ab Din Bhi Kara Lage
Ab Din Bhi Kara Lage
Kshama Karo Meri Bhul
Nath Main Hu Charno Ki Dhul
Nath Main Hu Charno Ki Dhul
Hans Ke Ab Swikar Karo
Mere Ansuo Ke Phul
Main Hu Charno Ki Dhul
Main Hu Charno Ki Dhul
Tum Sabka Dukh Jaano Tumhi Sabki Peer Haro
Tum Sabka Dukh Jaano Tumhi Sabki Peer Haro
Main Bhi Tumhari Daasi Hu
Mujh Par Bhi Kripa Karo
Mujh Par Bhi Kripa Karo
Mujh Par Bhi Kripa Karo
Kshama Karo Meri Bhul
Nath Main Hu Charno Ki Dhul
Nath Main Hu Charno Ki Dhul
Hans Ke Ab Swikar Karo
Mere Ansuo Ke Phul
Main Hu Charno Ki Dhul
Main Hu Charno Ki Dhul
Kshama Karo Meri Bhool Song Lyrics from the movie/album Shiv Parvati released in the year 2018 starring Trilok Kapoor, Ragini. The song Kshama Karo Meri Bhool was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by S N Tripathi. The music was given by S N Tripathi. The lyrics were Penned by Prem Dhawan
Share your thoughts