Krishna Krishna Haye Krishna Lyrics | Kishen Kanhaiya | Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh | Rajesh Roshan

(Krishna krishna haye krishna
Jagmag huya re agna) – (2)
Chand suraj se pyare
Jhuke charno me sare
Aaj jhum jhum gaye jamuna
Krishna krishna haye krishna
Jagmag huya re agna
(Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki) – (2)
Jai jai krishan kanhaiya ki – 2

Nain chahiye radha ji ke
Meera ka man matvala
Kan kan me phir nand ka lala
Vo jo dekhne vala
(Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki) – (3)
Krishna krishna haye krishna
Jagmag huya re agna

Magna kya is dwar pe aakar
Aanchal kya felana
Tere man me kay hai
Usne bin mange sab jana
(Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki) – (3)
Chand suraj se pyare
Jhuke charno me sare
Aaj jhum jhum gaye jamuna
Krishna krishna haye krishna
Jagmag huya re agna

Ant me satay ki jit huyi hai
Jhut hamesha hara
Chakar utha ke hath me tune
Badli samay ki dhara
(Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki) – (3)
(Krishna krishna haye krishna
Jagmag huya re agna) – (2)
Chand suraj se pyare
Jhuke charno me sare
Aaj jhum jhum gaye jamuna
Krishna krishna haye krishna
Jagmag huya re agna
(Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki) – (8)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *