Koyi Janey, Koyi Naa Janey Song Lyrics from the movie/album Aur Pyaar Ho Gaya. The song Koyi Janey, Koyi Naa Janey was sung by Anuradha Paudwal, Nusrat Fateh Ali Khan, Udit Narayan. The music was given by Nusrat Fateh Ali Khan

Koyi Janey, Koyi Naa Janey Lyrics

Koyi Janey, Koyi Naa Janey, Yeh Parwane Hote Hain Diwane – (2)
Dekho Yeh Do Parwane Hain Dono Hee Diwane
Jab Se Mili Hai Aankhen Hosh Hain Dono Hee Ke Gum
Kaisa Khumar Hai Allah Allah, Kaisa Yeh Pyar Hai Allah Allah

Dekho Yeh Do Parwane Hain Dono Hee Diwane
Jab Se Mili Hai Aankhen Hosh Hain Dono Hee Ke Gum
Kaisa Khumar Hai Allah Allah, Kaisa Yeh Pyar Hai Allah Allah

Dooniya Ko Hamne Bhulaya Jo Tumko Hai Paya
Pyar Kaa Nazuk Dhaga Hame Kahan Le Aaya – (2)
Lekin Suno Toh Dooniya Me Yeh Kya Afsane Hain
Kehte Hain Dooniya Wale Kee Ham Diwane Hain – (2)

Dil Kee Baten Yeh Dil Hee Janey
Kab Samjhi Hain Yeh Bate Dooniya Ne
Toh Phir Mashur Hai Jo, Hamko Manjur Hai Woh
Jab Se Mili Hai Aankhen Hosh Hain Dono Hee Ke Gum
Kaisa Khumar Hai Allah Allah, Kaisa Yeh Pyar Hai Allah Allah
Aa………

Dekho Toh Yeh Lagta Hai Kee Aasan Hai Manjil
Socho Toh Dil Kehta Hai Kee Aayegi Mushkil – (2)
Ho Dekhne Sochna Kaisa Jo Dil Hee De Dala
Jogi Ne Toh Hai Pehen Lee Prem Kee Yeh Mala – (2)

Dil Kee Bate Yeh Dil Hee Janey, Kab Samjhi Hain Yeh Bate Dooniya Ne
Toh Phir Mashur Hai Jo, Hamko Manjur Hai Woh
Jab Se Mili Hai Aankhen Hosh Hain Dono Hee Ke Gum
Kaisa Dildar Hai Allah Allah, Kaisa Yeh Pyar Hai Allah Allah
Kaisa Ghumar Hai Allah Allah, Kaisa Yeh Pyar Hai Allah Allah

Sun Le Jamin, Sun Le Aasman, Dono Kee Pyar Kee Yeh Dastan
Dono Me Hain Kaisi Diwangi, Dono Dilo Ne Kahe Hain Kaha
Sun Le Jamin, Sun Le Aasman, Dono Kee Pyar Kee Yeh Dastan
Mann Me Umang Leke Tan Me Tarang Leke
Chhod Chale Dono Dooniya Kee Galiya
Inko Junu Hai Inki Suku Hai
Jab Se Mili Hai Aankhen Hosh Hain Dono Hee Ke Gum
Kaisa Karar Hai Allah Allah, Kaisa Yeh Pyar Hai Allah Allah
Kaisa Ikrar Hai Allah Allah, Kaisa Yeh Pyar Hai Allah Allah – (2)
Kaisa Ghumar Hai Allah Allah, Kaisa Yeh Pyar Hai Allah Allah

Share your thoughts

Nusrat fateh ali khan, Nusrat fateh ali khan songs, Piya re piya re nusrat fateh ali khan, Ustad nusrat fateh ali khan, Best of nusrat fateh ali khan, Udit narayan, Koi jaane koi na - nusrat fateh ali khan 9 classic remix album 14, Rahat fateh ali khan (award winner), Sneh upadhaya nusrat, Anuradha paudwal, Aur pyaar ho gaya title song with lyrics, Best of anuradha paudwal, Rahet fateh ali khan songs, Udit narayan songs, Aur pyar ho gaya lyrics in english