Koyi Din Zindagee Ke Gunguna Kar Hi Bitata Hai Lyrics | Gunjan | Mukesh | Ashok Ghosh

Koyi Din Zindagee Ke Gunguna Kar Hi Bitata Hai Lyrics | Gunjan | Mukesh | Ashok Ghosh

Koi din zindagi ke gunguna kar hi bitata hai
Koi din zindagi ke gunguna kar hi bitata hai
Koi pa kar ke khota hai
Koi kho kar ke pata hai

Humari zindagi bhi kya kabhi hansna kabhi rona
Humari zindagi bhi kya kabhi hansna kabhi rona
Jise hum apna kahte hain wo humse dur jata hai

Umeede lut gayi jiski tasavvur chhin gaya jiska
Umeede lut gayi jiski tasavvur chhin gaya jiska
Wo kashti aap hi gahare samundar me dubata hai

Agar dil ho gaya vira karunga maut se ulfat
Kisi badhal par ab kaun do aansu bahata hai

Kisi ke chain se aaram se
Kya vasta apna
Na koi sath deta hai na koi paas aata hain
Koi din zindagi ke gunguna kar hi bitata hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *