Kotwal Daroga Apna Ki Ab Dar Kahe Song Lyrics from the movie/album Darogaji released in the year 2018 starring Jairaj, Nargis Dutt. The song Kotwal Daroga Apna Ki Ab Dar Kahe was sung by Geeta Dutt. This movie/album was directed by Akhtar Hussain. The music was given by Bulo C Rani. The lyrics were Penned by Manohar Lal Khanna

Kotwal Daroga Apna Ki Ab Dar Kahe Lyrics

Kotwal Daroga Apna Ke Ab Dar Kahe Ka Mohe
Ke Ab Dar Kahe Ka Mohe
Kotwal Daroga Apna Ke Ab Dar Kahe Ka Mohe
Ke Ab Dar Kahe Ka Mohe

Dhobiya Re Dhobiya
Dhobiya Re Dhobiya
Rang De Chunariya Dho De Dupatta Mora
Rang De Chunariya Dho De Dupatta Mora
Nahi To Dharwa Dungi Tohe
Jail Karwa Dungi Tohe
Kotwal Daroga Apna Ke Ab Dar Kahe Ka Mohe
Ke Ab Dar Kahe Ka Mohe

Ho Halwai Ji
Ho Halwai Ji Teri Unchi Dukan Hai
Fika Pakwan Hai
Makhiyo Ka Raza Hai Tu Yahi Teri Shan Hai
Ho Halwai Ji
Ho Halwai Ji Teri Unchi Dukan Hai
Fika Pakwan Hai
Makhiyo Ka Raza Hai Tu Yahi Teri Shan Hai
Mohe Peda Jalebi Deja
Mohe Peda Jalebi Deja
Nahi To Pitwa Dungi Tohe
Kode Lagwa Dungi Tohe
Kotwal Daroga Apna Ke Ab Dar Kahe Ka Mohe
Ke Ab Dar Kahe Ka Mohe

O Teliya Re Teliya
O Teliya Re Teliya Sun Le Dafaliya
Pan Lagate Jana Are Tu Pan Lagate Jana
Nahi To Faswa Dungi Tohe
Qaid Karwa Dungi Tohe
Kotwal Daroga Apna Ke Ab Dar Kahe Ka Mohe
Ke Ab Dar Kahe Ka Mohe

O Majhiya Re Majhiya
O Majhiya Re Majhiya
Chandani Ratiya Me Nadiya Me Sair Karana
Chandani Ratiya Me Nadiya Me Sair Karana
Nahi To Bandhwa Dungi Tohe
Chakki Piswa Dungi Tohe
Kotwal Daroga Apna Ke Ab Dar Kahe Ka Mohe
Ke Ab Dar Kahe Ka Mohe
Kotwal Daroga Apna Ke Ab Dar Kahe Ka Mohe
Ke Ab Dar Kahe Ka Mohe

Share your thoughts

Darogaji, Geeta, Kotwal daroga apne ki ab dar kahe, Daroga ji, Daroga, Geeta dutt, Geeta dutt (musical artist), Darogaji 1949, Darogaji movie, Darogaji 1949 movie, Darogaji hindi movie, Geeta bali, Kotwaal, Meena kumari, Kaahe, Man rota hai par ansoo nahin bahana, Waheeda, Mori tumse ulajh gai ankhiyan, Bulo c rani, Bulo c. rani, Bulo.c.rani, Rahul gandhi, (1949)kotwal, Uttar pradesh, Romantic songs, Nargis dutt songs, Kothe upar kothri, Jittu khare badal