Koshampa Song Lyrics from the movie/album Kaanchi. The song Koshampa was sung by Aman Trikha, Anvesha, Sanchita Bhattacharya, Subhash Ghai. The music was given by Ismail Darbar. The lyrics were Penned by Irshad Kamil

Koshampa Lyrics

Koshampa

Ishq Mohbbat Koshampa
Zamin Pe Jannat Koshampa
Rui Sa Naram Chay Sa Garam
Ishq Mohbbat Koshampa
Tu Meri Jannat Koshampa

(Mitti Ke Makano Me Hai
Dil Ke Dalano Me Hai) – (2)
Dhalti Dhalano Me Hai Koshampa

Bhigi Bhigi Wadiya Hai Rui Si Naram
Tana Bana Rishto Ka Chay Sa Garam
Chote Chote Gharo Pe Hai Rab Ka Karam
Pyar Ki Paniri Bona Gao Ka Dharam

Resham Si Dori Me
Rishto Ki Bundi
Chamke Chamak Si Cham Cham

Tera Mera Rishta Kya
Aaje Soche Mil Ke
Jisme Bandhe Hai Tum Hum

(Rishta Ruhani Hai Wo
Chunri Sadani Hai) – (2)
Wo Kehta Kahani Hai Wo Koshampa

Rooh Ki Riyasat Koshampa
Dil Ki Hukumat Koshampa
Ishq Mohbbat Koshampa
Tu Meri Jannat Koshampa

Share your thoughts

No Keywords