Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai
Hame tum kya samajhte ho
Hame tum kya samajhte ho
Mohabbat ke khuda hum hai
Khuda hum hai
Khuda khuda khuda khuda
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai
Hame tum kya samajhte ho
Hame tum kya samajhte ho
Mohabbat ke khuda hum hai
Khuda hum hai
Khuda khuda khuda hum hai
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai
Phulo ki taazgi tu hai
Kaliyo ki naazgi tu hai
Ab teri zindgi main hai
Aur meri zindgi tu hai
Mohabbat ke khuda hum hai
Khuda hum hai
Khuda khuda khuda hum hai
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai
Aankho se pyar chalka ke ho dekha jo tune sharma ke
Pahlu me tere aa baithe hum do jahan thukra ke
Mohabbat ke khuda hum hai
Khuda hum hai
Khuda khuda khuda hum hai
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai
Hotho ke jaam apne hai
Ye subaho sham apne hai
Kya phul aur kya taare ye sab gulam apne hai
Mohabbat ke khuda hum hai
Khuda hum hai
Khuda khuda khuda hum hai
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai
Hame tum kya samajhte ho
Hame tum kya samajhte ho
Mohabbat ke khuda hum hai
Khuda hum hai
Khuda khuda khuda khuda

