Koi nahi hain
Fir bhi hain muz ko
Koi nahi hain
Fir bhi hain muz ko
Kya jane kisaka intajar
Ho o o
Koi nahi hain
Fir bhi hain muz ko
Kya jane kisaka intajar
Ho o o
Ye bhi na janu
Laharake anchal kisako bulaye bar bar
Sochu ye hai ungaliyan
Kis ke pyar ki
Galon ko chhuye jo dali bahar ki
Chhuye jo dali bahar ki
Sochu ye hai ungaliyan
Kis ke pyar ki
Galon ko chhuye jo dali bahar ki
Koi nahi hain
Fir bhi hain muz ko
Kya jane kisaka intajar
Kya jane kisaka intajar
Pani mein chhabi main
Dekhu khadi khadi
Balon mein saja ke
Kaliyan badi badi
Saja ke kaliya badi badi
Pani me chhabi mai dekhu khadi khadi
Fir banu ap hi bekarar
Koi nahi hain
Fir bhi hain muz ko
Kya jane kisaka intajar
Kya jane kisaka intajar
Wadi mein nishan mere hi panw ke
Fulon pe hain
Rang meri hi chhanw ke
Hai rang meri hi chhanw ke
Wadi mein nishan mere hi panw ke
Fir bhi kyon aye na ayetabar
Koi nahi hain
Fir bhi hain muz ko
Kya jane kisaka intajar
Ho o o
Ye bhi na janu lahara ke aanchal
Kisko bulaye bar bar
Kya jane kisaka intajar
Kya jane kisaka intajar

