Karar De Mere Maula
Ke Bekarar Hu Mai
Khuda Bhi Jispe Taras Khaye
Wo Bahar Hu Mai
Koi Nahi Meharba
Mushkil Me Hai Meri Jaa
Ye To Bata Aasma Haye Mai Jau Kaha
Koi Nahi Meharba
Mushkil Me Hai Meri Jaa
Ye To Bata Aasma Haye Mai Jau Kaha
Gam Ki Ghata Chha Gayi
Taro Ko Nind Aa Gayi
Gam Ki Ghata Chha Gayi
Taro Ko Nind Aa Gayi
Bujh Gaya Dil Ka Deeya
Aisi Chali Aandhiya
Koi Nahi Meharba
Mushkil Me Hai Meri Jaa
Ye To Bata Aasma Haye Mai Jau Kaha
Tune Diya Aisa Gam
Ghutne Laga Mera Dam
Tune Diya Aisa Gam
Ghutne Laga Mera Dam
Maalik Utha Le Mujhe
Ya De Mujhe Meri Jaa
Koi Nahi Meharba
Mushkil Me Hai Meri Jaa
Ye To Bata Aasma Haye Mai Jau Kaha
Haye Mai Jau Kaha
Haye Mai Jau Kaha
Koi Nahi Meharban Song Lyrics from the movie/album Main Hoon Jadugar released in the year 2018 starring Jairaj, Chitra. The song Koi Nahi Meharban was sung by Suman Kalyanpur. This movie/album was directed by Jugal Kishore. The music was given by Naushad Premnath
Share your thoughts