Koi Na Koi Wajah Hogi Lyrics  | Wajahh A Reason To Kill | Arbaaz Khan, Gracy Singh, Shamita Shetty | Kunal Ganjawala | Anand Raj Anand

Koi Na Koi Wajah Hogi Lyrics | Wajahh A Reason To Kill | Arbaaz Khan, Gracy Singh, Shamita Shetty | Kunal Ganjawala | Anand Raj Anand

Kyon tune banaaye
Mohabbat ke rogi
Kyon tune banaaye
Kyon tune banaaye
Mohabbat ke rogi rama
Koi na koi wajah to hogi
Koi na koi wajah to hogi
Kyon tune banaaye
Mohabbat ke rogi
Kyon tune banaaye
Kyon tune banaaye
Mohabbat ke rogi rama
Koi na koi wajah to hogi
Koi na koi wajah to hogi

Dil ki lagi aise lage
Jiya beqeraar ho
Nindiya ude chaina ude
Loot jaaye qaraar ho
Tanhaayi tadpaaye
Pal pal yaadein tadsaayein
Mann bhayo bhaavra
Mann bhayo bhaavra
Jaise ke koi jogi rama
Koi na koi wajah to hogi
Koi na koi wajah to hogi

Ek pal na guzre yaar bina
Ek pal na guzre pyaar bina
Din chote chote laage lambi lambi ratiyaan
Virha ki jali main saavariya
Kahin ho na jaoon baavariya
Main khaase jaa ke boloon kya kulman ki batiyaan
Mann bhayo bhaavra
Mann bhayo bhaavra
Jaise ke koi jogi rama
Wajah to hogi
Koi na koi wajah to hogi
Kyon tune banaaye
Mohabbat ke rogi
Kyon tune banaaye
Kyon tune banaaye
Mohabbat ke rogi rama
Koi na koi wajah to hogi
Koi na koi wajah to hogi
Koi na koi wajah to hogi
Koi na koi wajah to hogi

Posted by : mastani laila

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *