Koi Kuch Bhi Kahe Pyare Magar Yeh Baat Pakki Hai Song Lyrics from the movie/album Duniya Hai Dilwalon Ki released in the year 2018 starring Motilal, Shyama. The song Koi Kuch Bhi Kahe Pyare Magar Yeh Baat Pakki Hai was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Jain. The music was given by Jimmy. The lyrics were Penned by Anjum Jaipuri

Koi Kuch Bhi Kahe Pyare Magar Yeh Baat Pakki Hai Lyrics

Koi Kuch Bhi Kahe Pyare Magar Ye Bat Pakki Hai
Yaha Aata Hai Wo Jis Par Koi Ilzam Hota Hai
Ha Shabab Koi Na Koi Tha Jo Yu Khinchkar Chale Aaye
Ye To Kismat Hai Meri Jaa
Varna Kon Apni Khushi Se Aaye Yaha
Dane Dane Pe Naam Hota Hai Wahi Dane Hume Le Aaye Yaha
Ye To Kismat Hai Meri Jaa Varna Kon Apni Khushi Se Aaye Yaha
Dane Dane Pe Naam Hota Hai Wahi Dane Hume Le Aaye Yaha
Ye To Kismat Hai Meri Jaa

Yaar Apna Ek Imamudin Tha
Manchala Tha Aur Bahut Shokin Tha
Ha Sath Chopati Gaye Hum Ghumne
Arey Husn Walo Pe Laga Wo Jhumne Phir
Kabhi Ladki Ko Yu Bulata Tha Dhire Dhire Siti Bazata Tha
Ganga Jamuna Ke Gane Gata Tha Raz Ki Tarha Muskurata Tha
Ek Ladki Ko Zara
Ek Ladki Ko Zara Zadi Si
Pehne Huye Wo Kali Sadi Si
Uski Aankho Me Dip Jalte The Dekhne Wale Aankhe Malte The
Rat Soyi Thi Uske Balo Me Chand Hansta Tha Gore Galo Me
Aayi Shamat Use Salam Kiya Usne Chappal Se Apni Kam Liya

Ha Ched Khani Ka Maza Mehanga Pada
Aur Humko Pyare Jel Me Aana Pada
Ye To Kismat Hai Meri Jaa Varna Kon Apni Khushi Se Aaye Yaha
Dane Dane Pe Naam Hota Hai Wahi Dane Hume Le Aaye Yaha
Ye To Kismat Hai Meri Jaa

Dhokha Diya Nasib Ne Bankar Bigad Gaya
Aaye Haye Arey Kadke Ki
Jeb Me Jo Mera Hath Pad Gaya To Phir
Kholkar Dekha Pocket Khali Tha Pocket Wala Bhi Khud Shawali Tha
Band Kagaj Me Dil Ki Tehrire Husn Walo Ki Chand Takdire
Apni Kismat Ke Rang Aise The Ek Sigret Thi Char Paise The
Char Paiso Me Gujar Kab Hoti Husn Walo Ki Nazar Kab Hoti
Unhe Daulat Se Pyar Hota Hai Inki Bala Se Koi Rota Hai
Aaya Gusa To Pocket Phenk Diya Pocket Wale Ne Mujhko Dekh Liya

Ha Bhagna Chaha Magar Mai Gir Pada
Jaise Utha Muh Pe Ek Thappad Pada
Ha Apne Peshe Se Huyi Nafrat Mujhe
Jel Me Karni Padi Kasrat Mujhe Ye To Kismat Hai Meri Jaa
Varna Kon Apni Khushi Se Aaye Yaha Dane Dane Pe Naam Hota Hai
Wahi Dane Hume Le Aaye Yaha Ye To Kismat Hai Meri Jaa

Bap Zinda Tha Bahut Aaram Tha
Ghar Me Apna Ramchandar Naam Tha
Aur Ab Hume Ab Ramu Dada Kahte Hai
Chal Me Gangu Ki Hum Rahte Hai
Aye Ji Mandi Ka Dhandha Hota Tha Apni Masti Me Banda Sota Tha
Yuhi Phokat Me Kam Chalta Tha Kale Ghode Tak Naam Chalta Tha
Dil Me Chahat Thi Badi Shehre Ki Aane Wali Thi Ghadi Phere Ki

Ha Ma Kasam Apna Ye Dil Kala Nahi
Dosto Ki Bat Ko Tala Nahi
Ha Layesmagling Ka Sona Chal Me
Ramchandra Ko Fasaya Jal Me Ye To Kismat Hai Meri Jaa
Varna Kon Apni Khushi Se Aaye Yaha Dane Dane Pe Naam Hota Hai
Wahi Dane Hume Le Aaye Yaha Ye To Kismat Hai Meri Jaa

Share your thoughts

Mohammad rafi hit songs, Mohammed rafi songs, Mohammed rafi, Mohammed rafi lata mangeshkar hit songs, Mohammed rafi hits, Yeh duniya khel tamasha, Mohammad rafi hit sad songs, Mohammed aziz song, Mohammad rafi hit video songs, Mohammad rafi old songs, Mere paas aao nazar toh milao, Mohammad rafi asha bhosle songs, Mohammad rafi, Saiyan ke sathe antra singh priyanka, Log jahan par rahte hai, Mohammad aziz hit songs, Kehu kuchh leke naahi jaye, Jimmy sheirgill