Koi koi aadmi diwaana hota hai
Koi koi aadmi diwaana hota hai
Muskil is nadan ko samjhana hota hai
Koi koi aadmi diwaana hota hai
Dil ki bezubaaniya kuch aur hoti hain
Dil ki bezubaaniya kuch aur hoti hain
Aankho me kahaniya kuch aur hoti hain
Honto pe kuch or hi afsana hota hai
Koi koi aadmi diwaana hota hai
Koi koi aadmi diwaana hota hai
Tufan kya hota hai sahil kisko kahte hain
Tufan kya hota hai sahil kisko kahte hain
Tanhai kya hai aur mahfil kisko kahte hain
Wo in saari baato se begana hota hai
Koi koi aadmi diwaana hota hai koi
Koi aadmi diwaana hota hai
Aise insaan ki kismat me pyar nahi hota
Aise insaan ki kismat me pyar nahi hota
Uske seene me dil hi dildaar nahi hota
Toota sa ek seese ka paimana hota hai
Koi koi aadmi diwaana hota hai
Koi koi aadmi diwaana hota hai

