Koi Kitna Hi Dil Ko Sambhale Song Lyrics from the movie/album Sher Khan released in the year 2016. The song Koi Kitna Hi Dil Ko Sambhale was sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, S.Balbir. This movie/album was directed by Radhakant. The music was given by S. N. Tripathi. The lyrics were Penned by Prem Dhawan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Koi Kitna Hi Dil Ko Sambhale Lyrics

Koi Kitna Hi Dil Ko Sambhale
Ke Chahe Chosath Tale Dale
Jane Wala Chala Jata Hai
Chala Jata Hai Chala Jata Hai
Jata Hai To Jane Bhi Do
Hota Hai Jo Hone Bhi Do

Kaisa Jadu Hai Sokh Nigaho Mein
Lut Jate Hai Rahi Raho Mein
Ud Jati Hai Ninde Rato Ki
Dhal Jate Hai Din Bhi Aaho Mein
Dil Kabu Nahi Aata Hai
Chala Jata Hai
Chala Jata Hai
Jata Hai To Jane Bhi Do
Hota Hai Jo Hone Bhi Do
Koi Kitna Hi Dil Ko Sambhale
Ke Chahe Chosath Tale Dale
Jane Wala Chala Jata Hai
Chala Jata Hai Chala Jata Hai
Jata Hai To Jane Bhi Do
Hota Hai Jo Hone Bhi Do

Is Dilbar Ki Bato Me Aana Na
Bada Dhokha Hai Dhokha Ye Khana Na
Tedhi Tedhi Ye Julfo Ki Galiya Hai
Bhul Ke Aisi Galiyo Ne Aana Na
Kiye Deti Hu Tumko Hoshiyar
Fir Dekho Bad Me Pactana Na
Dil Kabu Nahi Aata Hai
Chala Jata Hai
Chala Jata Hai
Jata Hai To Jane Bhi Do
Hota Hai Jo Hone Bhi Do

Teer Chalte Hai To Chal Jane Do
Dil Jalte Hai To Jal Jane Do
Tadpoge Tabhi Maja Aayega
Aasu Dhalte Hai Dhal Jane Do
Kab Tak Roke Dil Bar Bar
Hatho Se Nikal Bhi Jane Do
Dil Kabu Nahi Aata Hai
Chala Jata Hai
Chala Jata Hai
Jata Hai To Jane Bhi Do
Hota Hai Jo Hone Bhi Do
Koi Kitna Hi Dil Ko Sambhale
Ke Chahe Chosath Tale Dale
Jane Wala Chala Jata Hai
Chala Jata Hai Chala Jata Hai
Jata Hai To Jane Bhi Do
Hota Hai Jo Hone Bhi Do.

Share your thoughts

Kareena kapoor mother, Thane kajaliyo banalayu mahare naina me ramalyun, Randhir kapoor and wife babita, Asha bhosle, S n tripathi, S.n. tripathi, Best of s n tripathi, Best of s.n. tripathi, Karishma kappoor mommy, Babita kapoor songs, Music by madan mohan, Tribute to madan mohan, Ramchandra thakur, Lak bharati chitra production, Sheba and hercules, Indrani mukherjee, Shraddhanjali by lata, Mukesh sanyasi bali umariya bhajan karoon kaise, Krishna kalle, Balraj sahani