Koi hota jisko apna
Ham apna kah lete yaaro
Paas nahi to dur hi hota lekin koi mera apna
Koi hota jisko apna
Ham apna kah lete yaaro
Paas nahi to dur hi hota lekin koi mera apna
Aankho me nind na hoti
Aansu hi terte rahte
Kvaabo me jaagte ham raat bhar
Aankho me nind na hoti
Aansu hi terte rahte
Kvaabo me jaagte ham raat bhar
Koi to gam apnata
Koi to saathi hota
Koi hota jisko apna
Ham apna kah lete yaaro
Paas nahi to dur hi hota lekin koi mera apna
Bhula hua koi vaada
Biti hui kuchh yaade
Tanhaai dohrati hai raat bhar
Bhula hua koi vaada
Biti hui kuchh yaade
Tanhaai dohrati hai raat bhar
Koi dilasa hota
Koi to apna hota
Koi hota jisko apna
Ham apna kah lete yaaro
Paas nahi to dur hi hota lekin koi mera apna

