Koi haseena jab rooth jaati hai
To to to aur bhi haseen ho jaati hai
Koi haseena jab rooth jaati hai
To to to aur bhi haseen ho jaati hai
Tesan se gaadi jab chhoot jaati hai
To ek do tin ho jaati hai
Koi haseena jab rooth jaati hai
To to to aur bhi haseen ho jaati hai
Hathon me chaabukh
Honthon pe gaaliyan
Hathon me chaabukh
Honthon pe gaaliyan
Badi nakhre waaliyaan hoti hai
Tange waliyan
Koi taange waali jab rooth jaati hai to
Hai to
Hai to aur namkeen ho jaati hai
Koi haseena jab rooth jaati hai
To to to aur bhi haseen ho jaati hai
Zulfon me chaiyya
Mukhde pe dhoop hai
Zulfon me chaiyya
Mukhde pe dhoop hai
Bada mazadar goriye yeh tera rang roop hai
Dor se patang jab toot jaati hai to,
Hai to
Hai to rukh rangeen ho jaati hai
Koi haseena jab rooth jaati hai
To to to aur bhi haseen ho jaati hai
Tesan se gaadi jab chhoot jaati hai
To ek do tin ho jaati hai
To ek do tin ho jaati hai

