Koi Hame Basa Lo Apne Dilo Jigaar Me Song Lyrics from the movie/album Noor-e-ilahi released in the year 2018. The song Koi Hame Basa Lo Apne Dilo Jigaar Me was sung by Hemlata. The music was given by Bablu Dheeraj. The lyrics were Penned by Kaisar Ul Zaafari

Koi Hame Basa Lo Apne Dilo Jigaar Me Lyrics

Koi Hume Basa Le
Koi Hume Basa Le Apne Dilo Jigar Me
Koi Hume Basa Le Apne Dilo Jigar Me
Hum Kho Ke Rah Na Jaye
Khabo Ki Rah Gujar Me
Hum Kho Ke Rah Na Jaye
Khabo Ki Rah Gujar Me
Koi Hume Basa Le

Puja Nahi Kisi Ko
Chaha Nahi Kisi Ko
Puja Nahi Kisi Ko
Chaha Nahi Kisi Ko
Dekha Hai Jabse Tumko
Dekha Hai Jabse Tumko
Dekha Nahi Kisi Ko

Zanzir Dal Di Hai
Zanzir Dal Di Hai
Tumne Meri Nazar Me
Zanzir Dal Di Hai
Tumne Meri Nazar Me
Hum Kho Ke Rah Na Jaye
Khabo Ki Rah Gujar Me
Koi Hume Basa Le

Tuti Hai Aas Apni
Chhuta Hai Sath Apna
Tuti Hai Aas Apni
Chhuta Hai Sath Apna
O Ho Tumne Chhuda Liya Hai
Tumne Chhuda Liya Hai
Raste Me Hath Apna

Kuchh Dur Tak To Chalte
Kuchh Dur Tak To Chalte
Tum Pyar Ke Safar Me
Kuch Dur Tak To Chalte
Tum Pyar Ke Safar Me
Hum Kho Ke Rah Na Jaye
Khabo Ki Rah Gujar Me
Koi Hume Basa Le

Share your thoughts

Lyrics, Mere jaisa ishq mein pagal aankh uthi mohabbat ne, Mere jaisa ishq mein pagal phir mile ya na mile kal, Mere jaisa ishq mein pagal status, Betrayal songs with lyrics, Mere jaisa ishq mein pagal new, Purulia bangla song with dialogue - tadatadi bihe kore niye | gopi nath | shiva music amar bangla, Mere jaisa ishq mein pagal, Mere jaisa ishq mein pagal song, Mere jaisa ishq mein pagal full song, Mere jaisa ishq mein pagal funi fugal, Jigar studio