Koi Dard Hamara Kya Samjhe
Koi Haal Hamara Kya Jane
Koi Dard Hamara Kya Samjhe
Koi Haal Hamara Kya Jane
Is Dil Me Kya Kya Armaa The
Wo Jaan Se Pyara Kya Jane
Is Dil Me Kya Kya Armaa The
Wo Jaan Se Pyara Kya Jane
Koi Dard Hamara Kya Samjhe
Koi Haal Hamara Kya Jane
Ek Aash Bandhi Thi Tut Gayi
Haye Tut Gayi
Haye Kismat Humse Ruth Gayi
Haye Ruth Gayi
Kyu Chamka Tha Kyu Tut Gaya
Takdir Ka Tara Kya Jane
Kyu Chamka Tha Kyu Tut Gaya
Takdir Ka Tara Kya Jane
Koi Dard Hamara Kya Samjhe
Koi Haal Hamara Kya Jane
Gam Ki Kaali Raate Hogi
Raate Hogi
Diwaro Se Baate Hogi
Baate Hogi
Ae Darde Mohabbat Kya Hoga
Anjam Hamara Kya Jane
Ae Darde Mohabbat Kya Hoga
Anjam Hamara Kya Jane
Koi Dard Hamara Kya Samjhe
Koi Haal Hamara Kya Jane
Is Dil Me Kya Kya Armaa The
Wo Jaan Se Pyara Kya Jane
Koi Dard Hamara Kya Samjhe
Koi Haal Hamara Kya Jane
Koi Dard Hamara Kya Samjhe Song Lyrics from the movie/album Rangeeli released in the year 2018 starring Raj Kumar, Rehana. The song Koi Dard Hamara Kya Samjhe was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Najam Naqvi. The music was given by Chic Chocolate. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan
Share your thoughts