Kitni Nashilee Teri Ankhen Hai Lyrics  | Naya Safar | Arti Gupta, Kamini Kaushal | Anwar Hussain | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Kitni Nashilee Teri Ankhen Hai Lyrics | Naya Safar | Arti Gupta, Kamini Kaushal | Anwar Hussain | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Kitni nashilee teri ankhen hai
Kitani garam teri saanse hai
Kitni nashilee teri ankhen hai
Kitani garam teri saanse hai
Tann ko tere chuaa aa
Jaane kya mann ko huaa
Tann ko tere chuaa aa
Jaane kya mann ko huaa
Kitni nashilee teri ankhen hai
Kitani garam teri saanse hai

Aisa musam ka behek na jaruri hai
Babon mein aaja nahi achhi ye doori hai
Aisa musam ka behek na jaruri hai
Babon mein aaja nahi achhi ye doori hai
Hogi na ye aag kam, aag bujha de o sanam
Hogi na ye aag kam, aag bujha de o sanam
Kitni nashilee teri ankhen hai
Kitani garam teri saanse hai

Tere badan pe chha jaaun mein baadal sa
Tu hai kali mein hoon bhavra ek paagal sa
Tere badan pe chha jaaun mein baadal sa
Tu hai kali mein hoon bhavra ek paagal sa
Zindagani hain teri, ye jawani hai meri
Zindagani hain teri, ye jawani hai meri
Kitni nashilee teri ankhen hai
Kitani garam teri saanse hai

Tann ko tere chuaa aa
Jaane kya mann ko huaa
Tann ko tere chuaa aa
Jaane kya mann ko huaa
Kitni nashilee teri ankhen hai
Kitani garam teri saanse hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *