Kitne Sitam Kitne Hi Gum
Bhul Gaye Haye Tumhare Liye Hum
Bhul Gaye Haye Tumhare Liye Hum
Kitne Sitam Kitne Hi Gum
Bhul Gaye Haye Tumhare Liye Hum
Bhul Gaye Haye Tumhare Liye Hum
Tumne Banaya Dil Ko Nishana
Hamne Juba Se Kuch Bhi Kaha Na
Tumse To Pyar Hai Dil Ko Karar Hai
Apni Kasam
Kitne Sitam Kitne Hi Gum
Bhul Gaye Haye Tumhare Liye Hum
Bhul Gaye Haye Tumhare Liye Hum
Jabse Hai Dil Ko Chaah Tumhari
Tumne Na Puchi Baat Hamari
Itna Garur Kya
Dil Ka Kasur Kya
Bolo Sanam
Kitne Sitam Kitne Hi Gum
Bhul Gaye Haye Tumhare Liye Hum
Bhul Gaye Haye Tumhare Liye Hum
Ab To Mila Lo Hamse Nigahe
Tum Hame Chaho
Ham Tumhe Chahe
Bas Dil Ki Baat Ho
Hatho Me Haath Ho
Bahke Kadam
Kitne Sitam Kitne Hi Gum
Bhul Gaye Haye Tumhare Liye Hum
Bhul Gaye Haye Tumhare Liye Hum
Kitne Sitam Kitne Hi Gum
Bhul Gaye Haye Tumhare Liye Hum
Bhul Gaye Haye Tumhare Liye Hum
Kitne Sitam Kitne Hi Gham, Bhul Gaye Haay Tumhare Liye Hum Song Lyrics from the movie/album Mr. Lambu released in the year 2018 starring Shaikh Mukhtar, Suraiya. The song Kitne Sitam Kitne Hi Gham, Bhul Gaye Haay Tumhare Liye Hum was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by N A Ansari. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Jan Nisar Akhtar
Share your thoughts