Kitna intzar ke tum ab aaoge
Dil hai bekarar ke tum kab aaoge
Kitna intzar ke tum ab aaoge
Dil hai bekarar ke tum kab aaoge
Dil hai bekarar ke tum kab aaoge
Man me ek chuban si hai
Tan me ek tapan si hai
Aag si hai nash nash mein
Dil me ek jalan si hai
Man me ek chuban si hai
Tan me ek tapan si hai
Aag si hai nash nash mein
Dil me ek jalan si hai
Arma hai hajar ke tum ab aaoge
Dil hai bekarar ke tum kab aaoge
Kitna intzar ke tum ab aaoge
Umange hai udan par
Tarange aasman par
Duniya muskuraye hai
Jawani ki zuban par
Umange hai udan par
Tarange aasman par
Duniya muskuraye hai
Jawani ki zuban par
Harpal eaitbar ke tum ab aaoge
Dil hai bekarar ke tum kab aaoge
Kitna intzar ke tum ab aaoge
Dil hai bekarar ke tum kab aaoge
Dil hai bekarar ke tum kab aaoge
Dil hai bekarar ke tum kab aaoge
Dil hai bekarar ke tum kab aaoge.
| Movie | Dhund: The Fog |
| Singer | Alka Yagnik |
| Director | Shyam Ramsay |
| Music Composer | Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) |
| Lyricist | Ibrahim Ashq |
| Star Cast | Amar Upadhyaya, Aditi Govitrikar, Apoorva Agnihotri, Divya Palat, Irrfan Khan, Mukesh Tiwari, Shweta Menon, Tom Alter, Prem Chopra, Gulshan Grover, Vivek Vaswani, Dinesh Kaushik, Pappu Polyester, Achyut Potdar, Shishir Sharma, Surendra Pal, Deeksha |
| Label | Saregama |

