Kiski Nazar Ka Mast Ishara Hai Zindagi Lyrics | Raag Rang | Lata Mangeshkar | Roshan

Kiski Nazar Ka Mast Ishara Hai Zindagi Lyrics | Raag Rang | Lata Mangeshkar | Roshan

Kis najar ka mast ishara hai jindagi
Is aasman ka tuta sitara hai jindagi
Kis najar ka mast ishara hai jindagi
Is aasman ka tuta sitara hai jindagi

Kya kastiya rahegi ye lahro se hoshiyar
Lahro se hosiyar
Unke hai jinse laakh ummido ke bekrar
Haye bekrar
Dariya ka ek bahta kinara hai jindagi
Is aasman ka tuta sitara hai jindagi
Kisi najar ka mast ishara hai jindagi
Is aasman ka tuta sitara hai jindagi

Jine usi ka hai jo jiye aur ke liye
Jine usi ka hai jo jiye aur ke liye
Aanshu bhi de nasib to hanskar unhe piye
Duniya ko ye pyaam humara hai jindagi
Is aasman ka tuta sitara hai jindagi
Kisi najar ka mast ishara hai jindagi
Is aasman ka tuta sitara hai jindagi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *