Kisi Se Ankh Ladi Badi Mushkil Hai Song Lyrics from the movie/album Maa Ke Aansoo released in the year 2018 starring Ajit, Nalini. The song Kisi Se Ankh Ladi Badi Mushkil Hai was sung by Suman Kalyanpur, Asha Bhosle. This movie/album was directed by Dhirubhai Desai. The music was given by Sardar Malik. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan

Kisi Se Ankh Ladi Badi Mushkil Hai Lyrics

Kisi Se Ankh Ladi Badi Muskil Hai Padi
Kisi Se Ankh Ladi Badi Muskil Hai Padi
Mai Teri Raah Dekhu Khidki Me Khadi Khadi
Ankhiya Badi Badi Dekhe Tujhe Ghadi Ghadi
Ankhiya Badi Badi Dekhe Tujhe Ghadi Ghadi
Chaliya Tere Liye Mai Tere Liye Sare Jag Se Ladi

Julfo Ka Jaal Sajan Tere Liye Gore Gore Gaal Sajan Tere Liye
Bahki Bahki Chaal Sajan Tere Liye Mai Hui Behal Sajan Tere Liye
Mera Dil Tere Liye Hai Meri Jaan Tere Liye Hai
Mera Dil Tere Liye Hai Meri Jaan Tere Liye Hai
Kisi Se Ankh Ladi Badi Muskil Hai Padi
Kisi Se Ankh Ladi Badi Muskil Hai Padi
Mai Teri Raah Dekhu Khidki Me Khadi Khadi
Ankhiya Badi Badi Dekhe Tujhe Ghadi Ghadi
Chaliya Tere Liye Mai Tere Liye Sare Jag Se Ladi

Hans Ke Piya Aaj Piya Mera Naam Lena
Muskura Ke Pyar Bara Jaam Le
Haye Giri Haye Giri Tham Lena
Meri Kasam Hosh Se Na Kaam Lena
Meri Bahe Tere Liye Hai Meri Rahe Tere Liye Hai
Meri Bahe Tere Liye Hai Meri Rahe Tere Liye Hai
Kisi Se Ankh Ladi Badi Muskil Hai Padi
Mai Teri Raah Dekhu Khidki Me Khadi Khadi
Ankhiya Badi Badi Dekhe Tujhe Ghadi Ghadi
Chaliya Tere Liye Mai Tere Liye Sare Jag Se Ladi

Share your thoughts

Asha bhosle, Suman kalyanpur songs, Dilip kumar, Asha bhosle songs, Suman kalyanpur hindi songs, Asha bhosle kishore kumar songs, Kishore kumar songs, Kishore kumar hit songs, Best of suman kalyanpur, Kishore kumar, Anu malik, Lyrics of hindi songs, Isharon isharon mein dil lenewale with lyrics, Dekh sakta hoon main kuch bhi lyrics in hindi, Hindi songs lyrics in english, Asha bhosle lata mangeshkar, Dekh sakta hoon main lyrics, Ashok kumar asha parekh songs