Kisi Majbur Ka Jalta Hua Ghar Song Lyrics from the movie/album Kaale Baadal released in the year 2018. The song Kisi Majbur Ka Jalta Hua Ghar was sung by Sulochana Kadam. The music was given by Shyam Sundar. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Kisi Majbur Ka Jalta Hua Ghar Lyrics

Kisi Majbur Ka Jalta Hua Ghar Dekhte Jana
Hamari Jindagi Dunia Ki Thokar Dekhte Jana
Kisi Majbur Ka Jalta Hua Ghar Dekhte Jana
Hamari Jindagi Dunia Ki Thokar Dekhte Jana
Kisi Majbur Ka

Bachi Tufan Se Kashti Magar Dubi Kinare Par
Hai Kitna Meharba Ham Par Mukaddar Dekhte Jana
Hamari Jindagi Dunia Ki Thokar Dekhte Jana
Kisi Majbur Ka Jalta Hua Ghar Dekhte Jana
Hamari Jindagi Dunia Ki Thokar Dekhte Jana
Kisi Majbur Ka

Abhi Tak Dil Ke Tukdo Me Teri Tasvir Baki Hai
Abhi Tak Dil Ke Tukdo Me Teri Tasvir Baki Hai
Mera Dil Todne Wale Ye Manjar Dekhte Jana
Hamari Jindagi Dunia Ki Thokar Dekhte Jana
Kisi Majbur Ka

Tere Gum Ke Sahare Jindagi Se Khel Jayenge
Kisi Din Ye Tamasha Ho Sitamgar Dekhte Jana
Hamari Jindagi Dunia Ki Thokar Dekhte Jana
Kisi Majbur Ka Jalta Hua Ghar Dekhte Jana
Hamari Jindagi Dunia Ki Thokar Dekhte Jana
Kisi Majbur Ka

Share your thoughts

Sulochana kadam film kaale badal, Sulochana kadam, Ulfut jise kahte hain sulochana kadam kaale baadal (1950) shyam sundar rajinder krishan, Shyam sundar rajinder krishan, Hari hari ghaas or kale kale badal, Kale badal, Tere dar par sanam chale aaye, Chup jaye re chanda badal mein dance, Kaale baadal (1950), Dil hi dil mein roenge ham sulochna kadam film kaale baadal (1950) shyam sundar / rajinder krishan, Chup jaye re chanda badal mein song