Kisi ki aankh ke aansu hai
Sitaare na kaho
Najar ka dhoka hai tum
Inako najaare na kaho
Yeh murawwat hain jo milate hain
Muhabbat toh nahi
Woh kisi aur ke hain
Unako hamaare na kaho
Nazar ka dhoka hai tum
Inako nazaare na kaho
Lagi jo thik hi maujon ki khel mein tut pade
Ghani ghani se ye tufan hai
Kinaare na kaho
Najar ka dhoka hai tum
Inako najaare na kaho

