Kisi Ke Thukra Kar Armaan Na Ja O Bedardi Nadan Song Lyrics from the movie/album Pocket Maar released in the year 2018 starring Dev Anand, Geeta Bali. The song Kisi Ke Thukra Kar Armaan Na Ja O Bedardi Nadan was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by S Rawail. The music was given by Madan Mohan. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Kisi Ke Thukra Kar Armaan Na Ja O Bedardi Nadan Lyrics

Kisi Ke Thukraakar Armaan
Na Jaao Bedardi Nadaan
Ye Mausam Roz Nahin Aata
Ye Mausam Roz Nahin Aata
Arre Anjaan Nahin Aasaan
Bahaaron Ke Aise Samaan
Ye Mausam Roz Nahin Aata
Ye Mausam Roz Nahin Aata

Shamaa Tak Aakar Parwaane
Kahaan Jaata Hai Deewaane
Shamaa Tak Aakar Parwaane
Kahaan Jaata Hai Deewaane
Yoonhi Kyun Hota Hai Hairaan
Nazaakat Mauke Ki Pahchaan
Ye Mausam Roz Nahin Aata
Ye Mausam Roz Nahin Aata
Kisi Ke Thukraa Kar Armaan
Na Jaao Bedardi Nadaan
Ye Mausam Roz Nahin Aata
Ye Mausam Roz Nahin Aata

Sadaa Ik Baat Nahin Hoti
Haseen Har Raat Nahin Hoti
Sadaa Ik Baat Nahin Hoti
Haseen Har Raat Nahin Hoti
Bharosa Kya Ghataaon Ka
Sadaa Barsaat Nahin Hoti
Sadaa Barsaat Nahin Hoti
Ye Rut Hai Do Din Ki Mehmaan
Na Hogi Kal Koyal Ki Taan
Ye Mausam Roz Nahin Aata
Ye Mausam Roz Nahin Aata
Kisi Ke Thukraa Kar Armaan
Na Jaao Bedardi Nadaan
Ye Mausam Roz Nahin Aata
Ye Mausam Roz Nahin Aata

Share your thoughts

Madan mohan lata mangeshkar classic hindi soundtracks, Kisi ke thukra kar armaan na ja o bedardi nadan, Lata mangeshkar, Madan mohan talat mahmood lata mangeshkar classic hindi soundtracks, Vol. 68 kisi ke thukra kar armaan na ja o bedardi nadan (from ''pocketmaar''), Kisi ke thukra kar armaan, Lata mangeshkar song, Dil kitna nadan hai songs, Best of lata mangeshkar romantic songs, Dil kitna nadan hai full song, Best of lata mangeshkar, Lata mangeshkar old song