Kisi Ke Pyar Ko Thukrana Song Lyrics from the movie/album Nishan Danka released in the year 2018 starring Ranjan, Shyama. The song Kisi Ke Pyar Ko Thukrana was sung by Geeta Dutt. This movie/album was directed by Jayant Desai. The music was given by Basant Prakash

Kisi Ke Pyar Ko Thukrana Lyrics

Kisi Ke Pyar Ko Has Has Ke
Thukrana Nahi Acha
Kisi Ke Pyar Ko Has Has Ke
Thukrana Nahi Acha
Jo Tum Par Jaan De Uspar
Sitam Dhana Nahi Acha
Kisi Ke Pyar Ko Has Has Ke
Thukrana Nahi Acha

Jawani Has Ke Aati Hai Magar
Ro Ro Ke Jati Hai
Jawani Has Ke Aati Hai Magar
Ro Ro Ke Jati Hai
Are Do Din Ke Sathi Par
Hi Itrana Nahi Acha
Jo Tum Par Jaan De Uspar
Sitam Dhana Nahi Acha
Kisi Ke Pyar Ko Has Has Ke
Thukrana Nahi Acha

Humare Jab Nahi Bante
To Apni Yad Bhi Le Lo
Humare Jab Nahi Bante
To Apni Yad Bhi Le Lo
Yad Bhi Le Lo
Khayalo Me Kisi Ke Aa
Ke Tarsana Nahi Acha
Jo Tum Par Jaan De Uspar
Sitam Dhana Nahi Acha
Kisi Ke Pyar Ko Has Has Ke
Thukrana Nahi Acha

Share your thoughts

Nishan danka, Basant prakash, Talat mahmood nishan danka sham suhani nadi ke kinare, Geeta dutt, Kisi ke pyar ko hans kar thukrana, Nanha farishta, Teri maya ka na paya koi paar ki leela teri tu hi jane, Nishan, Basant, Vishan, Lyrics, Geeta roy, Hindi lyrics, Meena kapoor, Antra singh priyanka ka gana, Geeta, Danka, Mithu marsal & antra singh priyanka, S.s. vasan, Ravindra jain krishna bhajan, Antra singh priyanka bhojpuri video, Gopal krishna radhe krishna