Kisi Ke Madhur Pyar Me Man Mera Kho Gaya Song Lyrics from the movie/album Sindoor released in the year 2018 starring Kishore Sahu, Shamim Gulab. The song Kisi Ke Madhur Pyar Me Man Mera Kho Gaya was sung by Sushil Sahu, Naseem Akhtar. This movie/album was directed by Kishore Sahu. The music was given by Khemchand Prakash. The lyrics were Penned by Neelkanth Tiwari

Kisi Ke Madhur Pyar Me Man Mera Kho Gaya Lyrics

Kisi Ke Madhur Pyar Me Man Mera Kho Gaya
Kisi Ke Madhur Pyar Me Man Mera Kho Gaya
Man Mera Kho Gaya
Man Mera Kho Gaya

Jiwan Ki Har Gali Me
Jiwan Ki Har Gali Me
Mera Chand Hans Gaya
Main Ho Gayi Kisi Ki
Koi Mera Ho Gaya
Koi Mera Ho Gaya
Kisi Ke Madhur Pyar Me Man Mera Kho Gaya

Ban Ban Ke Tare Naino Me Sapne Chamak Uthe
Har Ang Me Umang Ke Gahne Damak Uthe
Ha Chupke Chupke Jab Se
Ha Chupke Chupke Jab Se Koi Man Me Bas Gaya
Main Ho Gayi Kisi Ki
Koi Mera Ho Gaya
Koi Mera Ho Gaya
Kisi Ke Madhur Pyar Me Man Mera Kho Gaya

Rah Rah Ke Mere Dil Se Hai Kahta Kisi Ka Dil
Ha
Ek Hi Manzil Hai Apni Ek Hi Manzil
Hum Ek Hi Manzil Se Chale
Ho Na Kabhi Dur
Hum Ek Hi Manzil Se Chale
Ho Na Kabhi Dur
Ban Jaye Meri Preet Teri Maang Ka Sindur
Maang Ka Sindur
Teri Maang Ka Sindur
Ha Chupkue Chupke Jab Se
Ha Chupkue Chupke Jab Se Koi Man Me Bas Gaya
Main Ho Gayi Kisi Ki
Koi Mera Ho Gaya
Koi Mera Ho Gaya

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Naseem akhtar sindoor kisi ke madhur pyar mein, Music director: khemchand prakash, Naseem akhtar, Khemchand, Sushil sahu, Singer: sushil sahu, Sindoor, Prakash, Akhter, Sindoor 1947, Madhur, Sushil, Naseem, Talat mahmood meherbani tumse ho gaya pyar dekho, Basheerahmedkhan, Film cast: kishore sahu, Lyricist: kishore sahu, Eta balo dholiyai he raniya, Kisne cheda man ka taar mukesh m a rauf osmania shant arora, Kabir singh trailer, Miyan mohammad bakhsh