Kisi Ka Maa Na Mare Lyrics  | Zameen Ke Tare | Motilal, Achala | Mohammed Rafi | Mohinder Singh Sarna

Kisi Ka Maa Na Mare Lyrics | Zameen Ke Tare | Motilal, Achala | Mohammed Rafi | Mohinder Singh Sarna

Maa na mare bachpan mein
Kisi ki maa na mare

Tuhi chand suraj chamkata
Phir kyu kisi ka diya bujhata
Isme teri kaun badai
Bekash ke ghar aag lagai
Kaun tera ab dhyan dhare
Data kaun tera ab dhyan dhare
Maa na mare bachpan mein
Kisi ki maa na mare

Wo hath kaha hai rah bataye
Wo sath kaha hai
Tadap tadap kar munna soye
Bilakh bilakh dil maa ka roye
Suna jiyara naina bhare
Suna jiyara naina bhare
Maa na mare bachpan mein
Kisi ki maa na mare
Maa na mare bachpan mein
Kisi ki maa na mare.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *