Kisi Ek Jagah Ke Kaidi Nahi Song Lyrics from the movie/album Imaan released in the year 2018 starring Sanjeev Kumar, Leena Chandavarkar. The song Kisi Ek Jagah Ke Kaidi Nahi was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Padmanath. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Kisi Ek Jagah Ke Kaidi Nahi Lyrics

Kisi Ek Jagah Ke Kaidi Nahi Aajad Nadi Ke Dhare Hai
Ke Hum Banjare Hai Hamara Kya Thikana
Kisi Ek Jagah Ke Kaidi Nahi Aajad Nadi Ke Dhare Hai
Ke Hum Banjare Hai Hamara Kya Thikana
Hamare Pichhe Pichhe Pichhe Pichhe Pichhe Pichhe Re
Mat Aana Re Hamara Kya Thikana Hamara Kya Thikana

Kab Jane Ud Jaye Panchchhi Aur Pardesi
Inn Dono Ka Kya Hai Aitbaar
Kab Jaane Ud Jaaye Panchchhi Aur Pardesi
Hum Logo Se Jo Karata Haijo Pyaar
Woh Hota Hai Diwana Hamara Kya Thikana
Hamare Pichhe Pichhe Pichhe Pichhe Pichhe Pichhe
Mat Aana Re Hamara Kya Thikana

Ye Do Nain Nahi Hai Tir Kaman Hai Ye To
Lagate Hai Sab Dil Ko Thamane
Ye Do Nain Nahi Hai Tir Kaman Hai Ye To
Aa Jayega Jo Bhi Samane
Wo Banega Nishana Ha Haaara Kya Thikana
Hamare Pichhe Pichhe Pichhe Pichhe Pichhe Pichhe
Mat Aana Re Hamara Kya Thikana
Kisi Ek Jagah Ke Kaidi Nahi Aajad Nadi Ke Dhare Hai
Ke Hum Banjare Hai Hamara Kya Thikana
Hamare Pichhe Pichhe Pichhe Pichhe Pichhe Pichhe Re
Mat Aana Re Hamara Kya Thikana Hamara Kya Thikana

Share your thoughts

Kisi ek jagah ke kaidi nahi, Lata mangeshkar songs, Mangeshkar, Lata mangeshkar gaan, Rd burman songs, Lata mangeshkar, Chandni raat mein lata mangeshkar & kishore kumar, Lata mangeshkar & kishore kumar chandni raat mein, Qismat ki hawa kabhi naram, Usha mangeshkar songs, Kishore kumar r.d. burman yogesh saregama, Lyrics of hindi songs, Jab hum jawan honge song lyrics, Brahmachari movie song lyric, Chandni raat mein lyrics, Paanch rupaiya with lyrics