Kisi Din Uth Gaya Jo Mera Hath Balam Aisa Marungi Lyrics | Jyoti Bane Jwala | Jitendra, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Kisi din kisi din kisi din
Kisi din uth gaya jo mera hath balam aisa marungi

Kabhi dekha jo sautan ke sath
Kabhi dekha jo sautan ke sath balam aisa marungi

Ho tune dekhi prem najariya tune dekhi prem najariya
Ab gussa bhi dekh sawariya
Mai to girungi ban ke bijuriya mai to girungi ban ke bijuriya
Jara hone to de jara hone to de jara hone to de
Barsat balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath balam aisa marungi

O der se aana jaldi jana der se aana jaldi jana
Roz banana ek bahana kal dekhungi aaj to mana
Kal dekhungi aaj to mana
Kal bhi jo hui kal bhi jo hui kal bhi jo hui
Yahi bat balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath balam aisa marungi
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Kabhi dekha jo sautan ke sath balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath balam aisa marungi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *