Kis Lamhe Me Kya Hain Chhupa Lyrics | John Day | Aditi Singh Sharma | Kshitij Tarey

Kis Lamhe Me Kya Hain Chhupa Lyrics | John Day | Aditi Singh Sharma | Kshitij Tarey

Kis lamhe me kya hai chhupa na raz fass ye kabhi ho saka
Kab kya yaha to ho jayega koi nahi janata

Darya hai bahut gehara na dubana
Kya kya hai chhupa isame tu puchhana
Darya hai bahut gehara na dubana
Kya kya hai chhupa isame tu puchhana
Har koi yaha lutega maanaja
Chehare pe yaha chehara hai janaja

Kya pata hai kab kise vakt ki sajishe nahi koi bata saka
Na ho sake jis pe yaki ye karde hai aisi zindgi
Badal hi de ek pal me sama
Karna nahi kabhi kisi pe barosa
Waisa nahi vo jaisa hai socha
Har din hota yaha kuch naya hai mat ho tu hairaan

Darya hai bahut gehara na dubana
Kya kya hai chhupa isame tu puchhana
Har koi yaha lutega maanaja
Chehare pe yaha chehara hai janaja
Kis lamhe me kya hai chhupa na raz fass ye kabhi ho saka
Kab kya yaha to ho jayega koi nahi janega

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *