Anjane anjane anjane…….
Yeh rishtey, yeh rishtey….
Anjane anjane…….
Anjane anjane anjane…….
Kis kadar -3 chahate hai ham tumko sanam
Kya bataye tumko – (2)
Kya se kya jindgi ho gayi sanam, (kya bataye tumko -2)
Kis kadar chahate hai ham tumko sanam, (kya bataye tumko -2)
Anjane anjaneanjane anjane anjane…….
(Apni toh kismat me hai bas khamoshi tanhayi
Sath mere chalti hai teri yado kee parchhayi) – (2)
Hamko diye hain pyar me tumne kaise kaise gham
Kya bataye tumko – (2)
Kis kadar chahate hai ham tumko sanam, (kya bataye tumko -2)
Anjane anjaneanjane anjane anjane…….
(Tum kya jano tum kya samjho ham kaise hai jite
Bechaini ke sadme sehte ansu pal pal pite) – (2)
Kyu din rat jalte hai -2 sawan ke bhi mausam
Kya bataye tumko – (2)
Kis kadar chahate hai ham tumko sanam, (kya bataye tumko – 4)
Anjane -3 tum hamse anjane anjane
