Khushnuma Sa Woh Mausam Kya Hua
Saans Lena Kyun Bojhal Sa Hua
Gardisho Se Main Ghira Sheesha-e-dil Toota Sa
Kis Se Shikwa Karoon Main Gila
Khushnuma Sa Woh Mausam Kya Hua
Saans Lena Kyun Bojhal Sa Hua
Gardisho Se Main Ghira Sheesha-e-dil Toota Sa
Kis Se Shikwa Karoon Main Gila
Dil Mein Kaisi Hai Khalbali Na Jaane Kya Hua
Main Hoon Kitna Tanha Oh Khuda
Dil Mein Kaisi Hai Khalbali Na Jaane Kya Hua
Main Hoon Kitna Tanha Oh Khuda
Khushnuma Sa Woh Mausam Kya Hua
Saans Lena Kyun Bojhal Sa Hua
Teri Hi Dhun Mein Teri Lagan Mein Tune Kiya Sab Adaa
Teri Raza Mein Meri Raza Hai Unda Hai Naam Tera
Teri Hi Dhun Mein Teri Lagan Mein Tune Kiya Sab Adaa
Teri Raza Mein Meri Raza Hai Unda Hai Naam Tera
Maule Mere
Mere Khuda Rehmat Teri Banda Hai Kya
Dil Mein Kaisi Hai Khalbali Na Jaane Kya Hua
Main Hoon Kitna Tanha Oh Khuda
Dil Mein Kaisi Hai Khalbali Na Jaane Kya Hua
Main Hoon Kitna Tanha Oh Khuda
Yaadon Ke Har Lamhe Mein Nihaan Hai
Khushboo Hai Zikar Tera
Seerat Jaise Paak Ho Daaman Baate Ho Jaise Dua
Yaadon Ke Har Lamhe Mein Nihaan Hai
Khushboo Hai Zikar Tera
Seerat Jaise Paak Ho Daaman Baate Ho Jaise Dua
Tera Junoon Ishq Mera
Ik Dooje Se Ho Kaise Judaa
Dil Mein Kaisi Hai Khalbali Na Jaane Kya Hua
Main Hoon Kitna Tanha Oh Khuda
Dil Mein Kaisi Hai Khalbali Na Jaane Kya Hua
Main Hoon Kitna Tanha Oh Khuda
Maule Mere
Mere Khuda
Maule Mere
Mere Khuda Rehmat Teri Banda Hai Kya
Gardisho Se Main Ghira Sheesha-e-dil Toota Sa
Kis Se Shikwa Karoon Main Gila
Khushnuma Sa
Khushnuma Sa Woh Mausam Kya Hua Song Lyrics from the movie/album Knock Out released in the year 2018 starring Sanjay Dutt, Kangna Ranaut. The song Khushnuma Sa Woh Mausam Kya Hua was sung by Krishna. This movie/album was directed by Mani Shankar. The music was given by Gourov Dasgupta. The lyrics were Penned by Shellee
Share your thoughts