Khushiyon Ke Din Manaaye Jaa Lyrics  | Afsana | Ashok Kumar, Veena | Lata Mangeshkar | Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Khushiyon Ke Din Manaaye Jaa Lyrics | Afsana | Ashok Kumar, Veena | Lata Mangeshkar | Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Khushiyon ke din manaaye jaa
Dil ke taraane gaaye jaa
Tujh ko jawaani ki qasam
Dil kii lagi bujhaaye jaa

Duniya meri basaaye jaa
Aajaa piyaa aajaa piyaa
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon

Zaahid yoonhi badnaam hai
Gham se tujhe kyaa kaam hai
Ye muskuraati zindagi
Zindaadili kaa naam hai
Dil dil se muskuraaye jaa
Kuchh gaaye jaa bal khaaye jaa
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *